Dr. Aslam Jamshed Puri, Head of Urdu Department, Ch. Haran Singh University, Merrat (India) aslamjamshedpuri@gmail.com
Dr Aslam Jamshedpuri | Badalta hay Rang | بدلتا ہے رنگ۔۔۔ از: ڈاکٹر اسلم جمشید پوری
– August 21, 2011Posted in: Short Stories


Dr. Aslam Jamshed Puri, Head of Urdu Department, Ch. Haran Singh University, Merrat (India) aslamjamshedpuri@gmail.com
on Shabbir Nazish شبیر نازش کی شاعری سے ایک صفحہ
on Munazza Rasool Amar | Ghazal | میں قطرہ تھی سمندر ہو گئی ہوں
on Imran Aashir | Poetry Book | ابھی موسم نہیں بدلا
on Suhail Saqib | Sarfraz Hussain Zia | ناصر ملک کی دمام آمد
on Suhail Saqib | Sarfraz Hussain Zia | ناصر ملک کی دمام آمد
on Suhail Saqib | Sarfraz Hussain Zia | ناصر ملک کی دمام آمد
Bahut achhi kahani hai,police aur awaam ka asli chehra samne aagaya hai.
Jamshedpuri sir! Kya kahani likhi hai,wah maza aa gaya.
Kahani “Badalta hai rang” moujuda halaat ki bhar pur akkasi karti hai.Qaumi ittehad aur aapsi bhai chara aur mail mohabbat ko umdagi se pesh karti hai.Dehi zindagi men aaj bhi is tarah ka apsi pyar moujud hai.
kahani ka end lajawab hai.zuban ka dehati chatkhara mazedar hai
Aapne Aslam sir ki Kahani shae kar ke ham per ahsan kiya hai.Kitni lajawab kahani hai.Jafru jaise sidhe schhe log isi tarah police ka shikar ban jate hain
khani badalta hai rang ka kanvas bhut bada hai.mugdaa dur mai bai kusor loggu ko asi turah zulam ka shikar ho jatai hai.jis sai kahani kar kai badar zahen aur balida zahin ka pata chlta hai.DR ASLAM JUMSHEDPURI kabli mubarkbad hai.
Bahut hi achhi kahani hai,hindustani police ki haqeeqat ko bayaan karti hai.
Dr Aslam jamshedpuri sahab app bohat achay kahani kar ho. app ki takhliq kabli tarif hai.app ki takhliq ka andhaza lagana assan nahi hai . (Badalta hai rung) jo ki app ka afsana hai . iss kai andr jo kahani bayan ki gayi hai wahi app ki ezmut ka ehsas dila tie hai ki app waki afasana nigar khalana ka huk ruktay ho.
Bahut shandar kahani hai.
Kahani badalta hai rang mein Dr Aslam Jamshedpuri humari mulaqat dehat ke aise logon se karate hain jahan insaniyat abhi zinda hai. Jahan hindu aur musalman mein koi tafreeq nahi , jahan ke log ek gaun mein family member ki tarah rehte hain . Is tarah ka mahowl sirf Dr Aslam Jamshedpuri ki kahaniyon mein dikhai deta hai jo unko apne ahed ke afsana nigaron mein munferid maqam ata karta hai .
Dr Aslam jamshedpuri ki kahani badalta hai rang , unke hassas dil , bedaar zehan aur zaban ki mukammal dastaras ki hamil hai . Jiske liye woh qabil – e – mubarakbad hai .
Dr Aslam Jamshedpuri ne apni kahaniyon mein dehi sakhafat aur dehi culture ko mehfooz kar rahe hain . Unki kahani badalta hai rang uska behtareen namona hai . Jo cheezen nayi nasal nahi janti woh unki kahaniyon mein padhi ja sakti hain . Jabke dehi anasir kahaniyon aur qisso se door ho gaye hain . Aslam sahab ki kahani dehi zindagi ki behad akkas hai .
really impressive style of writing here is.
umda.
Sir Apki kahani bahut achhi lagi
achi tahreer hay. dr sahib ne umda biania dia hay. mubarik ho.
janab aslam jemshdpuri ki kahani badalta hai rang …. bahut meyari kahani hai.
Could you write about the social evils of maha bharat? i m w8ing 4.
Khani badalta hai rang Dr Aslam Jamshed puri shahab ki bhut hi lajawab khani hai . Mai usko baar baar parta hun. Kahni har baar mai ek naya lutf deti hai.
Rehan sb kahani ki pasandeedgi ka shukriya.
Thanks,Ana g.Ap ne bahut achha topic sujhaya hai. Main jald likhne ki koshish karonga.
khani mai waki jan hai,dr sahab app kabli tarif ho.
Badlta hai rang kahani behad pasand ayi.
kahani badalta hai rang bahut hi acchi kahani. Ye kahani hame samaj ka aina dikhati hai. bahami talluqat, akhuwwat aur muhabbat ki bejod misal hai. kahani ka mutala karke bil besakhta ye kahne par majboor hoto hai ki Dr. Aslam Sb. bemisal Kahanikar Hain.
بہت اچھی کہانی،بہت عمدہ تھیم،بہت اچھا اسلوب اور بہت پرفکیٹ ٹریٹمنٹ۔ مبارکباد۔
شہاب
really good post by dr. aslam jampuri. cong.
There are good ideas in this article .. This site is one of my favorite
Shukriya dosto,Kahani ki pasandeedgi,musannif ka saheeh inaam hai.
Draslamjamshedpuri ki kahani badalta hai rang mauzu aur adaygi dono etbar se purzor hai dehi zindagi ki akksi aur wahan ki zaban ka bar mahl istemal purlutf hai khatma maujuda samaji ravish ka aaina dikha gaya kul milakar takhliqkar ne qari ke liye bahot umda zehani gaza faraham ki hai jiske liye woh dad o tahseen ke mustahiq hain drsb. Hamen apki mazid kahaniyon ka intezar hai
very good….. keep it up…. nice story by writer. i impressed much.
very nice dr aslam jamshedpuri sahib. gio hazaron sal….
bdlta hay rang asman kaisy kaisy kia umda tahreer hay. dr. aslm ko boht mubarik aor dad qabool ho.
Shukriya dosto.
very nice
badalta hay rang is very impressive effort by dr. aslam jamshaidpoori, i appriciate him heartly.
very nice