Aleena Itrat Rizvi poetry is original and heart touching.Her observations about human s entiments are very much realistic.May ALLAH ALMIGHTY bless her.No doubt she is an asset for URDU POETRY& LITERARY COMMUNITY.
waah bahut khub…….. aapka kalaam zahan o dil ko mutaasir karta hai …… khuda aapko aur taraqqi se nawaze aamin Aleena Itrat sahiba bahut bahut mubarak is takhleeq ke liye
bahut khoob mohtarma,aap ki yeh ghazal vakaya hi nihayat umda aur khoobsoorat hai.agar ho sake to mujh na-cheez se khat-o-khitabat ke zariye raafta rakhiye aur kuch hamain bhi sikhaiye,shukriya.
Dear Sister Assalam Alaikum…I m very glad to read this “Ghazal”..really u r a great poet of Urdu. This ghazal is touching heart and so nice. Jazakallah khair
Respected Aleena Ji
Thanks for Sharing A good Ghazal. Really You are a nice Poet. I also create poetry but dont know it is able to publish or not……..? how I can share my poetry with you for your kind guidelines? if possible, so please tel me.
Har baar ki tarah, aapkee sonch ka koi jawab nahi. Allah hazaron-lakhon me ayesee soanch jo alfazon me tabdeel hoti hain. Soanch to har koi rakhta hain lekin alfazoan ka milap lajawab hain. Allah aapki zindagi pur sukun rakhe,
urdu adab main Aleena Itrat Rizvi ke share achouta or munfrad hasiat ke Hamil hai. main Miss Aleena ke Khoubsorat Kavish per Dad-E-Tehseen paesh kerta Hun.
SALAAM O ALAIKUM ALEENA JI , OMEED KE AAP BA KHAIR HOONGE, JAB SE AAP KE KALAAM , ASHAAR , GAZALS FACE BOOK PAR PADA HOON AAP KI SHAIRY KA DIWANA HOOGAYA HOON , AAP KI SHAIRY ME KUCH NA KUCH QHAAS BAAT HAI JO SAB KO MUTASER KIYE BINA NAHI RAKHSAKTI. AAP MUSHAIROON ME SHIRKAT KIYAOON NAHI KARTE…. , KUDA SE DUWA HAI KE AAP KA YE JAZBA SHAIRY KHOOB PARWAAN CHADE. ( AMEEN )
ALEENA ITS A WOUNDERFUL GHAZAL AND I AM REALY IMPRESSED WITH IT AND I PRAY TO ALMIGHTY ALLAH TO GIVE MORE POWER TO YOU CLAM AND YOU MAY STAY BLESSED AMEEN.
AAJ TAK JITNA KALAM READ KIA HAI NEHAYAT UMMDA O AALLA LAGA DILL KO DUAA HAI ISE TERHAN AAP KI POETRY FACE BOOK PER JARI O SARI RAHE THNX ALEENA ITRAT RIZVI JI
slaaaam …. how are you my dear and sweet friend ALEENA ji ,,,, yeh kalaaam bohat hi umda hai ,,, kasam se dil ko chu gaya hai,,, allah aap ko hamsha slamat rakhe…. ameen sum ameeen…
Khush they ham tere tasawwur Teri tasweer ke saath,aaj kyun jaan ye jaati hai yunhi shaam dhaley” waah ! Bahut khoob !! Aapke is sher ne Nasir Kazmi ke us sher ki yaad dila di ” Zindagi us ke tasawwur mein kati, door rah kar bhi wahi kaam aaya”
…..” UNKI FURQUAT ME TO MUMKIN HE KI HO JAYE GHAZAL….
SAMNE WO HO TO KAISE KOYI KAH PAYE GHAZAL……”
ALEENA JI …. ghazal apne mahboob se bat karne ko kha gya he aor log isme aourat ki shabih dhundhte hen Lekin waqt ke sath mijaz badla aor ab khawateen khud is maidan me apni taba aazmayi kar rhi hen aor khub dad o tahseen wasul rhi hen aor us saf me ek nam apka vi he … umda ashaar, khubsurat kalam,Lajawab alfaz ka intekhab ….. mobarakbad
Salam aleena, me ne aj first time is site ko visit kia he, ap ke ghazal prh k bhot bhot hoe, or india to ur poetry k shehanshahoo, meer or ghalib ke sir zamen he. Apko apke kawish py bhot bhot mubarak bad, Allah kry jidat e krdar ziada
dear madam aleena g!!\
AOA! i hope u r fine now , i want to talk u at just some metters abot poetry !! i will waiting ur soonest reply ilike ur poetry !!! my cell num is 03456821827
Aleena very intresting heart touching ghazal.Aleena you shows anthoisism in your ever ghazls and sher.
ALLAH RABUL aLLAMIN gives moreumer i khizer to you and your family members .Ameen.
aleena sahiba…..salam u adab….ap kee sheree salahiyaten tamam kee tamam is ek ghazal say hee zahir hotee hain,,,,,,fikar may gehrayee bhee hai aur geerayi bhee.sad mubarak.sr.shakeel
محترمہ علینا صاحبہ
آداب خلوص-میرا تعلق حیدر آباد دکن سے ہے.عرصہ دراز سے کویت میں مقیم ہوں. حلانکہ میں کوی شاعر نہیں ہوںالبتہ ادب سے بهت لگاؤ ہے.
اردو چونکہ زبان مادر ہونے کے باعث نظم و نثر سے بھی زیادہ لگاؤ ہے.عمده کلامکو پڑهکر داد و تحسین دینا اپنا حق سمجھتا ہوں اسلئے بہتر سے بہترین کی جستجو رہتی ہے. اتفاقاً آپکا کلام پڑھا دل محظوظ ہوا. روح کی گہرائیوں میں اتر گیا.مبارکباد پیش ہے. جزاك الله خيراً.
وه عادت هے تو عادت سے کناره هو بھی سکتا هے
مگر اس ساری کوشش میں ، خساره هو بھی سکتا هے
رهیں گے ساتھ پھر بھی هم ، محبت مر گئی کیا غم
کہ مصنوعی تنفس پر گزارا هو بھی سکتا هے
اگر آنکھیں نہ بھر آئیں ، تو دل مٹھی میں آۓ گا
هوا هے حال جو میرا ، تمھارا هو بھی سکتا هے
کھلی آنکھوں میں ٹھہرا خواب ، کیسے ٹوٹ سکتا هے
گماں یہ ، زندگی بھر کا سہارا هو بھی سکتا هے
جو اتنی جگمگاہٹ دیکھتے هو آس پاس اپنے
یہ میری آنکھ سے ٹوٹا ستاره هو بھی سکتا هے
همیں حیرت سے مت دیکھو ، اب ایسا کیا ،کیا هم نے؟
زمینی عشق هے صاحب ! دوباره هو بھی سکتا هے !
wht a beautiful creation with beautiful presentation …very nice
thanks a lot sabeen mustafa for ur nice words..
buat pyari gazal ha Aleena ji , very lovely
Rea££y nice ghazals he mahotrama .padh kar acha laga.
huda ji bht shukriya
bahot khoobsurat ghazal hai …saare hi ashaar umda hain ..daad aur mubarakbad
thanks a lot huma rizvi
saydda khobsorat ghazal hy…rukh sy ik aanch si aati hy yonhi sham dhaly….lajawab….
AHMAD RIZWAN JI ,GHAZAL KI PASANDEEDGI KE LIYE AAPKA SHUKRIYA
BUHAT KHOOB RIZVI SAHIBA
very nice too .thank u aleena ji
shukriya adnan khan ji,
aap shayri ko parwaz de rahi ho
jamal ahmad bittu ji ..shukriya
Aleena ji. You are perfect shaira. Very nice wording. Really dilruba.. Stay blessed..
Janab Nadeem ji,
bahot shukriya aapne is kavish par apni khoobsurat raaye zahir ki ,mamnoon hoon…
vry nice
janab khalid sb thnx
Aleena Itrat Rizvi poetry is original and heart touching.Her observations about human s entiments are very much realistic.May ALLAH ALMIGHTY bless her.No doubt she is an asset for URDU POETRY& LITERARY COMMUNITY.
janab farooq rashid sb aapka zuq qabil e daad hai …aapka tahe dil se shukriya
Aleena Sahiba!Your poetry is much above apprecition.Keep it. up.Weldone.ALLAH KARAY ZUREY SUKHAN ORE B ZIADA.AMEEN.
rashid farooq ji ..shukriya
please write a poem for me
Your poetry is original and heart touching.Her observations about human s entiments are very much.
janab tariq rizvi ji ….thanks a lot for ur nice words ,may ALLAH bless u…:)
ek or beautifull gajal kya baat hai. Alena ji bahut khub
janab shahnawaz khan ji …shukriya,nawazish:)
waah bahut khub…….. aapka kalaam zahan o dil ko mutaasir karta hai …… khuda aapko aur taraqqi se nawaze aamin Aleena Itrat sahiba bahut bahut mubarak is takhleeq ke liye
janab hadi javed sb. aapka bahot bahot shukriya
umda kalam hai mashallah
JANAB AB SIDDIQUI JI …SHUKRIYA
bahot khoobsurat ghazal hai …sabhi ashaar bahot umda hain ,cngrts
JANAB FAZIL RIZVI JI …THNX A LOT
Aleena Ji please write any new ghazal.
NADEEM JI ….INSHALLAH JALDI HI AAPKI FAMAISH POORI HO JAYEGI ….SHUKRIYA
بہت عمدہ اور خوبصورت غزل ہے ..کامیابی سے کہی ھوئی بحر ھے
janab ahtsham ji …bahot bahot shukriya
very nice shabaash
shukriya
mohtarma vaqai aapka koi jawab nahi bas hame itna hi kahna hai
haseen ahmad ji bahot bahot shukriya
bahut khoob mohtarma,aap ki yeh ghazal vakaya hi nihayat umda aur khoobsoorat hai.agar ho sake to mujh na-cheez se khat-o-khitabat ke zariye raafta rakhiye aur kuch hamain bhi sikhaiye,shukriya.
bahot shukriya pankaj sharma ji hazal ki pasandeedgi ke liye
Bohat khoabsurat ghazal kahe Aleena jee aap ny es ka her Shaer khuad aik ghazal hai,
es beautiful Ghazal ka betrein Shaer,
خوش تھے ہم تیرے تصور تیری تصویر کے ساتھ
آج کیوں جان یہ جاتی ہے یونہی شام ڈھلے
shukriya rana sahab bahot bahot
Dear Sister Assalam Alaikum…I m very glad to read this “Ghazal”..really u r a great poet of Urdu. This ghazal is touching heart and so nice. Jazakallah khair
shukriya bahar aalam ji
masha allah bahot pyare khayal hain aapke aur mai dil se duwa karta hu ki aap bahot tarakki karein a.h.
shukriya momin siddiqui ji
shandar nisayee ghazal hai….matla ta maqta hadees e dilbaran….bahut khoob.
shukriya janab rasool saqi ji
Very nice… Beautiful
shukriya janab haider ali shah ji
خوبصورت غزل کہنے پر بہن علینا کو بہت ساری داد
shukriya janab khwaja nazimuddin nazim ji
khwaja sb how are you 009203469203407
Alina ji aap meri nazar me is ghazal aor aisi poetry se kahin aagey ki shaera hen-aap ik pukhta kar shaera hen
Zamir Talib Manchastar uk
JANAB ZAMIR TALIB SIAL JI BAHOT SHUKRIYA AAPKA
Aleena gi ap K Sada narm o nazuk Our Pur Asar Alfaz Ham Jesey Urdu se Na balad Logo K Bhi Barah-e- Rast Dil Me Utar Jata He,, bohut Khoob .
Aik Awaz yeh Aati hy younhi shaam dhaly…
Masha Allah bohat khobsurat ghazal….Dheroon Duain Aap ke liay.
JANAB SHAUKAT ALI NAZ JI BAHOT BAHOT SHUKRIYA
Bohat khoabsurat ghazal kahe Aleena Aapi aapne MashaAllh,,
GHOSIYA SABEEN ALI …AAPKA SHUKRIYA BAHOT BAHOT
gazal
har bat py darta hon
Aadab.
Bohat Umda Kawish paish kee hai.
Deep Thinking.
JANAB SYED KHALID HUSAIN SHAH JI BAHOT BAHOT SHUKRIYA
IRFAN AHMAD IRFAN JI ….THNX A LOT
bahut hi umda collection
shukriya nabeel ji
mashaallah
shukriya mohd anis ji
aslam o alaikum aleena g aaj bhut der baad achhi shairy parrney ko mili ALLAH KAREY ZOOR E QALAM OR ZIADA GOD BLEES U
walekumsalam khalid javaid ji …shukriya aapka bahut bahut
00923469203407
Assalam Alaikum,
Bahut he Dard Bhari Ghazal post karne ka sukhriya, (Allah swt) Apke zora kalam mei Aur Nikhar Ayes, Aminn..
ayaz ansari ji …ghazal ki pasandeedgi ka shukriya,salamat rahen
subuh subuh hoti hy , sham sham hoti,,
bs guzarta hy uun din ,unhi ,rat hoti hy,,
janab sajjad husain sb. shukriya
Bohat Khoob …..Nice Poetry……
janab hafiz muzaffar mohsin sb ..shukriya
janab hafiz muzaffar mohsin ji shukriya aapka
Respected Aleena Ji
Thanks for Sharing A good Ghazal. Really You are a nice Poet. I also create poetry but dont know it is able to publish or not……..? how I can share my poetry with you for your kind guidelines? if possible, so please tel me.
thanks with Regards.
Mubashir Shah Saahir
syed muzaffar shah mohsin ji shukriya
janab mubashshir shah saahil ji shukriya
Bohat Khoob Aleena.
hafeez khan ji shukriya
bahut khub.
mateen zaidi ji thnx
Har baar ki tarah, aapkee sonch ka koi jawab nahi. Allah hazaron-lakhon me ayesee soanch jo alfazon me tabdeel hoti hain. Soanch to har koi rakhta hain lekin alfazoan ka milap lajawab hain. Allah aapki zindagi pur sukun rakhe,
dr.mohsin khan ji shukriya
urdu adab main Aleena Itrat Rizvi ke share achouta or munfrad hasiat ke Hamil hai. main Miss Aleena ke Khoubsorat Kavish per Dad-E-Tehseen paesh kerta Hun.
asif naru ji shukriya
Very nice site it is. I got so many new things from this site. Thanks for its introduction my dear friend Aleena.
hafeez khan ji bahut bahut shukriya
SALAAM O ALAIKUM ALEENA JI , OMEED KE AAP BA KHAIR HOONGE, JAB SE AAP KE KALAAM , ASHAAR , GAZALS FACE BOOK PAR PADA HOON AAP KI SHAIRY KA DIWANA HOOGAYA HOON , AAP KI SHAIRY ME KUCH NA KUCH QHAAS BAAT HAI JO SAB KO MUTASER KIYE BINA NAHI RAKHSAKTI. AAP MUSHAIROON ME SHIRKAT KIYAOON NAHI KARTE…. , KUDA SE DUWA HAI KE AAP KA YE JAZBA SHAIRY KHOOB PARWAAN CHADE. ( AMEEN )
ALEENA ITS A WOUNDERFUL GHAZAL AND I AM REALY IMPRESSED WITH IT AND I PRAY TO ALMIGHTY ALLAH TO GIVE MORE POWER TO YOU CLAM AND YOU MAY STAY BLESSED AMEEN.
anwer ali ji bht shukriya janab
syed khandmeer arshad ji bht bht shukriya,nawazish
Bht umdah daad hazir hai qabool kare
KIA KEHNY LAJAWAB POETRY HAI DUAA HAI ISE TERHAN AAP AAPNA KALAM F.B. PER DETI RAHEYE GOD BLESS U ALEENA ITRAT RIZVI JI
haider mumtaz syed ji shukriya
rozina sarfaraz ji bht shukriya aap ka
Salam. Aap ki tammam Gazlen bohat pasand haien. Mula aur qlam mae zoor paeda kare
janab raja zulfiqar ali sb ..zarranawazi ka shukriya
kHUBSOORET TAKHUEL UMDDA NAFEES.
asad karim sb .bahut bht shukriya
AAJ TAK JITNA KALAM READ KIA HAI NEHAYAT UMMDA O AALLA LAGA DILL KO DUAA HAI ISE TERHAN AAP KI POETRY FACE BOOK PER JARI O SARI RAHE THNX ALEENA ITRAT RIZVI JI
janab haider mumtaz syed ji bahot shukriya aapka
slaaaam …. how are you my dear and sweet friend ALEENA ji ,,,, yeh kalaaam bohat hi umda hai ,,, kasam se dil ko chu gaya hai,,, allah aap ko hamsha slamat rakhe…. ameen sum ameeen…
dr.syed basharat ji ..walekumsalam …shukriya aapka bht bht
Aleena ji apka koi jawab nahi…….
Sirf ek lafj lajawab……
Behad umda….
Alfaj kam hai tarif karne ke liya
piyush trivedi ji nawazishat ka shukriya janab
Khush they ham tere tasawwur Teri tasweer ke saath,aaj kyun jaan ye jaati hai yunhi shaam dhaley” waah ! Bahut khoob !! Aapke is sher ne Nasir Kazmi ke us sher ki yaad dila di ” Zindagi us ke tasawwur mein kati, door rah kar bhi wahi kaam aaya”
dr.irshad ali sb. baht shukriya aapka
udas dii kabhi hota hai jo tanhai main
Aapki Ghazal yaad aati hain yon hi shaam dhale
mohammad rfe ji shukriya janab
irfan ahmed irfan
masha allah apka har kalam qabile tarif hai
agar aap k paas ghrelu mamlat pr koi ghazl ho to p.l.s
jari karen
janab aqib sb. bht bht shukriya
BUHAT KHOOB
bahut hi khoob likha hain.
janab inamdar shakil sb. bht bht shukriya
BUHAT KHOOB RIZVI SAHIBA.
janab nasir rashdi .sb. bht bht shukriya
Alina ji very nice,alina ji plz
ziya khan ji thnx
very nice creative n original poetry
A.A.ARFI ji ,bht bht shukriya,nawazish
Alina Sahiba,
Very nice and beautiful poetry. Dil Ko cho jati hai. Khabil Mubarak.
janab M.K.MOHIUDDIN SB. shukriya
chand kay aks se jal jaye ga shab ka daman……MASHA’ALLAH bohat khub kawishen tehrir hoi hain ap kay dast se………
SAFAR KI SHAM SITARON SE PUCH KAR CHALNA”RAHEEB”
ANDHERE RAST’E GAWAHI NAHI DIA KAR’E
RAHEEB JAFFRI…………NA TAMAM
very nice by a good created mind
MASHAALLAH
janab arshad sb. bht shukriya
…..” UNKI FURQUAT ME TO MUMKIN HE KI HO JAYE GHAZAL….
SAMNE WO HO TO KAISE KOYI KAH PAYE GHAZAL……”
ALEENA JI …. ghazal apne mahboob se bat karne ko kha gya he aor log isme aourat ki shabih dhundhte hen Lekin waqt ke sath mijaz badla aor ab khawateen khud is maidan me apni taba aazmayi kar rhi hen aor khub dad o tahseen wasul rhi hen aor us saf me ek nam apka vi he … umda ashaar, khubsurat kalam,Lajawab alfaz ka intekhab ….. mobarakbad
janab wajeeh ahmad tasawwur sb. bht bht shukriya
beautiful ghazal
janab mobin syed ji shukriya
janab raheeb jaffri ji ..bht bht shukriya
Salam aleena, me ne aj first time is site ko visit kia he, ap ke ghazal prh k bhot bhot hoe, or india to ur poetry k shehanshahoo, meer or ghalib ke sir zamen he. Apko apke kawish py bhot bhot mubarak bad, Allah kry jidat e krdar ziada
muhammad yusuf siddiqui sb. tahedil se shukriya
Ek udasi chali aati hai yoon hi sham dhale…… wah aleeena ji wah …. bohat hi umda kalaam hai…. bas dil se dua hai ke allah aap ko slamat rakhe….
dr.syed basharat sb…bht bht shukriya,nawazish
dear madam aleena g!!\
AOA! i hope u r fine now , i want to talk u at just some metters abot poetry !! i will waiting ur soonest reply ilike ur poetry !!! my cell num is 03456821827
janab M.KAMRAN sb. aapko jo bhi poetry ke mutalliq arz karna ho to aap hamen email kar sakte hain…..shukriya
Aslam o Alekum
walekumsalam
Bht bht umda
rozina sarfaraz ji bht shukriya
Aleena very intresting heart touching ghazal.Aleena you shows anthoisism in your ever ghazls and sher.
ALLAH RABUL aLLAMIN gives moreumer i khizer to you and your family members .Ameen.
Aleena Itrat Sahiba Assalam-o-Allaikum
BOHT KAMAL KI GHAZAL KAHI AAP NE DHEROON MUBARAK BAD
MADAM ALEENA ASSALAM-O-ALLAIKUM
BOHT KAMAL KI GHAZAL KAHI AAP NE BOHT BOHT MUBARAKBAD
aapka bht shukriya,nawazish
bahot hi umda hai mohtarma
shamshad sb. bht shukriya
BOHAT HI ALLA AOR ACHI SOCH HAI
syed hasnain ahad sb. shukriya
masha allah bahot pyare khayal hain aap ka mai dil se dua karti hun ki aap ko bahot urooj milay aur urdu adab m aap ka bi aik alla muqaam ho Ameen
kiran shah ji shukriya
aleena sahiba…..salam u adab….ap kee sheree salahiyaten tamam kee tamam is ek ghazal say hee zahir hotee hain,,,,,,fikar may gehrayee bhee hai aur geerayi bhee.sad mubarak.sr.shakeel
janab dr.iftiqar shakeel sb . bht bht shukriya
ap kay alfaz bahoot khubsoorat hain.
janab shaukat qamar sb. shukriya
kya baat hai ap k kalam ki.wah maza aa gaya.
janab ibrahim abidi ji shukriya
Bahut Khoob kya kahne
bht shukriya jawed iqbal ji
Its a wonderful site to promote the Urdu Literature
janab azeezur rehman sb. sahi farmaya aap ne
محترمه عللینا جی ، آداب اک اداسی چلی آتی هے یوں هی شام ڈهلے۰ واه اک منفرد خوبصورت لمبی ردیف کیساتهه بهت اعلی رواں غزل۰بهت خوب ہر شعر بیمثال۰داد حاضرهے۰
والسلام
خاکسار۰۰۰ محمد اسحاق اطہر
bahot shukriya M.ISHAQ ATHAR SB.
bahot he nice aleena g
shukriya armaan sb.
محترمہ علینا صاحبہ
آداب خلوص-میرا تعلق حیدر آباد دکن سے ہے.عرصہ دراز سے کویت میں مقیم ہوں. حلانکہ میں کوی شاعر نہیں ہوںالبتہ ادب سے بهت لگاؤ ہے.
اردو چونکہ زبان مادر ہونے کے باعث نظم و نثر سے بھی زیادہ لگاؤ ہے.عمده کلامکو پڑهکر داد و تحسین دینا اپنا حق سمجھتا ہوں اسلئے بہتر سے بہترین کی جستجو رہتی ہے. اتفاقاً آپکا کلام پڑھا دل محظوظ ہوا. روح کی گہرائیوں میں اتر گیا.مبارکباد پیش ہے. جزاك الله خيراً.
محمد عبد الکریم شاه
mohammed abdul kareem shah sb …bht bht shukriya
وه عادت هے تو عادت سے کناره هو بھی سکتا هے
مگر اس ساری کوشش میں ، خساره هو بھی سکتا هے
رهیں گے ساتھ پھر بھی هم ، محبت مر گئی کیا غم
کہ مصنوعی تنفس پر گزارا هو بھی سکتا هے
اگر آنکھیں نہ بھر آئیں ، تو دل مٹھی میں آۓ گا
هوا هے حال جو میرا ، تمھارا هو بھی سکتا هے
کھلی آنکھوں میں ٹھہرا خواب ، کیسے ٹوٹ سکتا هے
گماں یہ ، زندگی بھر کا سہارا هو بھی سکتا هے
جو اتنی جگمگاہٹ دیکھتے هو آس پاس اپنے
یہ میری آنکھ سے ٹوٹا ستاره هو بھی سکتا هے
همیں حیرت سے مت دیکھو ، اب ایسا کیا ،کیا هم نے؟
زمینی عشق هے صاحب ! دوباره هو بھی سکتا هے !
مقصود علی عالم
maksood ali sb ,bht bht shukriya janab
Bohat khoob
bohat aala
Malik e kainaat ap k zehan ko or wussat ata karay,,
Ameen,
bahot bahot shukriya janab moawaz wyne sb
Yoon hi shaam dhale ….khob
shukriya
Salamalekum
Achha lagta hai aap ka kalam zindabad
bahot bahot shukriya ghazi abbas rizvi sb